Search This Blog

Read Your Language

How to HTML Program write in Programming ?


           How to HTML Program write in Programming ?

Hi friend , Aaj Ham Sikhne ja rahe hai ki ek simple Html program kaise likte hai . Toh friend sabse pahle notepad open karle .Uske baad aapko yah pata hona chhahiye ki akhir hame  kya kya likhna hai  HTML Program ka ander . Chhaliye hum aapko aapko bata deate hai.
Kiwaki aap ko yadi yah nahi paata hoga ki akhir HTML program kaise likhena hai aap kaise likhange chilye friend suru karte aaj ka yah adhhyan .

Likhne ka tarika :

  1. Sabse pahle document type likhenaa hai ki kiwaki  akhir kiase pata chalega ki yah kis type hai. Iss parkar:  <!DOCTYPE html>
  2. Uske baad aapko yah  html type ka start point bana hoga .                                                            Iss parkar: <html>
  3.  Phir aap ko body banana hoaga.                                                                                                       Iss parkar: <body>
  4. Phir body type ko ends kare .Iss parkar: </body>
  5. Phir html type ko ends kare . Iss parkar: </html>
  6. Uske baad aapko  <!DOCTYPE htmldocument type ko band kare .
ab aapka notepad per program iss parkar hoga .

<!doctype html>
<html>
<body>
Hi friend I am Programmer Developer 
</body>
</html>
</!doctype html>

NOTE : Abb apako  notepad file  ko save kare save karte samay aapko yah  paata hona chhahiye ki notepad ka file extension html or htm hona chhahiye yani file ke name ke baad point (.) laaga kar htm or html likhena hai   iss parkar :- myfirsthtmprogram.html. Iss ko ab aap google crome me run kara sakte hai yani esh ko google crome me open kare .
Ab aapka pragram grama gram tyaar hai. ab aap apne screen per output dekhange  .Iss parkar:

OUTPUT :

Hi friend I am Programmer Developer 


No comments:

Contact Form

Name

Email *

Message *

Followers